SEARCH RESULTS
Showing search results for "kandho.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kandho.n"
Ghazal
us ko kaa.ndho.n pe le jaa rahe hai.n 'vasiim'
aur vo jiine kaa haq maa.ngtaa rah gayaa
Waseem Barelvi
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n bojh kaa.ndho.n pe aise uThaa ke chaltaa huu.n
tumhaaraa jaise janaaza uThaa ke chaltaa thaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
ye aur baat ki kaa.ndho.n pe le ga.e hai.n use
kisii bahaane se diivaana aaj ghar to gayaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
nashtar hai mere haath me.n kaa.ndho.n pe mai-kada
lo mai.n ilaaj-e-dard-e-jigar le ke aa gayaa
Sudarshan Faakir
Sher
sub.h le jaate hai.n ham apnaa janaaza ghar se
shaam ko phir use kaa.ndho.n pe uThaa laate hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kandho.n"
Sher
apne kaa.ndho.n pe liye phirtaa huu.n apnii hii saliib
KHud mirii maut kaa maatam hai mire jiine me.n
Haneef Kaifi
Ghazal
Nasir Nizami
Quote
Saadat Hasan Manto
Nazm
zaban-daraaz
zabaan me.n fii lafz ek inch izaafa ho rahaa hai
pahle bhii to ye kaa.ndho.n par pa.Dii thii
Ammar Iqbal
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
roz-e-avval kaa thakaa haaraa musaafir ik din
bojh kaa.ndho.n se giraataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
vo kahii.n jaan na le ret kaa Tiila huu.n mai.n
mere kaa.ndho.n pe hai taa'miir imaarat us kii


