SEARCH RESULTS
Showing search results for "kandho.n"
Ghazal MATCHES FOR "kandho.n"
Ghazal
us ko kaa.ndho.n pe le jaa rahe hai.n 'vasiim'
aur vo jiine kaa haq maa.ngtaa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ye aur baat ki kaa.ndho.n pe le ga.e hai.n use
kisii bahaane se diivaana aaj ghar to gayaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
nashtar hai mere haath me.n kaa.ndho.n pe mai-kada
lo mai.n ilaaj-e-dard-e-jigar le ke aa gayaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
Nasir Nizami
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
roz-e-avval kaa thakaa haaraa musaafir ik din
bojh kaa.ndho.n se giraataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
vo kahii.n jaan na le ret kaa Tiila huu.n mai.n
mere kaa.ndho.n pe hai taa'miir imaarat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
Wasim Nadir
Ghazal
sub.h le jaate hai.n ham apnaa janaaza ghar se
shaam ko phir ise kaa.ndho.n pe uThaa laate hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
apne kaa.ndho.n pe liye phirtaa huu.n apnii hii saliib
KHud mirii maut kaa maatam hai mire jiine me.n
Haneef Kaifi
Ghazal
Pallav Mishra
Ghazal
Haseeb Soz
Ghazal
kaa.ndho.n pe apne log use le ga.e kahaa.n
pairo.n se apne chal ke 'muzaffar' nahii.n gayaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
saa.ncho.n me.n Dhale qahqahe sochii hu.ii baate.n
har shaKHs ke kaa.ndho.n pe janaaza nazar aa.e
Nida Fazli
Ghazal
kaa.ndho.n se zindagii ko utarne nahii.n diyaa
us maut ne kabhii mujhe marne nahii.n diyaa
Ameer Imam
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
shahr-e-tarab me.n raat havaa tez thii bahut
kaa.ndho.n se mah-vasho.n ke dupaTTe giraa diye