SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasiif"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasiif"
Nazm
kitab gumrah kar rahi hai
KHalaa ko manzil ke naqsh-e-paa se kasiif karne kaa
ahmaqaana KHayaal chho.Do
Shahram Sarmadi
Ghazal
kisii tarah to ye jism-e-kasiif paak ho shaad
galii me.n yaar kii jaanaa to jaa ke rah jaanaa
Shad Azimabadi
Nazm
sabza-e-begana
guluu-girafta hai ye habs-e-dam hai KHaa.if hai
sitam-rasiida hai mazluum hai bachaa lo ise''
Akhtarul Iman
PAGE MATCHES FOR "kasiif"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kasiif"
Ghazal
kasiif dil se KHushii mun'atif nahii.n hotii
siyaah shiishe se kab chaa.ndnii guzartii hai
Shahid Makuli
Ghazal
saraa-e-dahr me.n chho.Daa tan-e-kasiif apnaa
ye bojh sar se musaafir tiraa utaar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
yaqii.n nahii.n hai kisii ko mire bikharne kaa
kasiif zehno.n ke kar jaa.e saaf jaale ko.ii
Aftab Shamsi
Ghazal
vahii kasiif ghaTaa.e.n vahii bhayaanak raat
sahar se jaise gurezaa.n ho.n aaj bhii lamhaat
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
bandhan
kasiif Dar kii Galiiz muTThii me.n aa ga.e hai.n
kahaa.n ga.e vo dilo.n ke bandhan
Wazir Agha
Ghazal
iz.haar-e-jaan-e-paak hai jism-e-kasiif se
be-pardagii hijaab hai zulmat hii nuur hai
Ismail Merathi
Ghazal
ai tan-parast jaama-e-suurat kasiif hai
bazm-e-huzuur-e-dost me.n kap.De badal ke chal













