SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasrat-e-asnaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasrat-e-asnaam"
Ghazal
kho na jaa.e.n kasrat-e-asnaam me.n vahdat-parast
bandagii ke zehn me.n hote hai.n but-KHaane bahut
Bismil Saeedi
Ghazal
phir kisii mard-e-baraahiim kaa mohtaaj hai dahr
phir vahii kasrat-e-asnaam hu.ii jaatii hai
Nihal Sevharvi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
hasrat-e-anjaam
हसरत-ए-अंजाम حَسْرَتِ اَنجام
जिस कार्य को अंत निराशा हो, दुःखांत, जिस काम के करने से बाद को पश्चात्ताप हो।
Arabic, Persian
BOOKS MATCHES FOR "kasrat-e-asnaam"
MORE MATCHES FOR "kasrat-e-asnaam"
Ghazal
dhu.aa.n charaaG-e-haram kaa hai Gaaza-e-ruKHsaar
nazaara-saazii-e-asnaam kaa KHudaa-haafiz
Jauhar Siddiqui
Ghazal
parda-e-sang nahii.n parda-e-iz.haar-e-jamaal
ruuh-e-KHvaabiida-e-asnaam sadaa detii hai
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
aazim-e-baargah-e-dost thaa 'maanii' lekin
kyaa pahu.nchtaa ki hai sar bar-dar-e-asnaam abhii
Mani Jayasi
Ghazal
aah ai kasrat-e-daaG-e-Gam-e-KHuubaa.n ki mudaam
safha-e-siina pur-az-jalva-e-taa.uusii hai
Meer Qamruddin Mannat
Ghazal
dekhaa hai haram teraa magar haa.e-re zaahid
mahkaa hu.aa vo kuucha-e-asnaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
abas hai kasrat-e-kaar-e-junuu.n bhii aise me.n
aziizo chaak-e-garebaa.n siyo hu.aa so hu.aa
Prem Kumar Nazar
Ghazal
ye kasrat-e-aazaar-o-Gam-o-ra.nj kahaa.n tak
ai shaam shab-e-hijr-e-sahar bhii hai ko.ii chiiz
Nooh Narvi
Ghazal
aarzuu paikar-o-asnaam se KHaalii niklii
mai.n ne hasrat bhii nikaalii to KHayaalii niklii
Aslam Badar
Ghazal
teG kaa phal khaayaa aab-e-teG pii kar so rahe
kasrat-e-aab-o-Gizaa se vaaqa.ii aatii hai nii.nd
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
kasrat-e-shauq-e-mohabbat me.n mujhe har tarah se
jis taraf dekhuu.n ruKH-e-dil-daar aataa hai nazar
Miskeen Shah
Ghazal
ta.ngii-e-zarf-e-nazar kasrat-e-nazzaara-e-dahar
pyaas kachchii ho to har jaam bharaa lagtaa hai