SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasrat-e-asnaam"
Nazm MATCHES FOR "kasrat-e-asnaam"
Nazm
wafa kaisi?
jis se be-nuur KHayaalo.n pe chamak aatii thii
ka.aba-e-rahmat-e-asnaam thaa jo muddat se
Mustafa Zaidi
Nazm
dil-e-nadan
isyaa.n ko garche rahmat-e-yazdaa.n pe naaz hai
rahmat ko afv-e-kasrat-e-isyaa.n pe naaz hai
Narayan Das Puri
Nazm
manazir-e-sahar
vo jalva-e-asnaam vo but-KHaane kii ziinat
zaahid kaa vo manzar vo barhaman kii sabaahat
Josh Malihabadi
Nazm
aane wali nasl ka tohfa
dharm aur zaat ke
qasrat-o-qillat ke saare phuulo.n ko chun kar
Abu Bakr Abbad
Nazm
lazzat-e-irfan
kasrat-e-iin-o-aa.n me.n vahdat-e-dost
kunj-e-naayaab kii faraavaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
insan
hai dekhne me.n zarra pe sad mahr dar baGal
vahdat hai is kii kasrat-e-ashiyaa liye hu.e
Azeemuddin Ahmad
Nazm
makin nahin koi
ye chaaro.n or jo dikhtii hai kasrat-e-vahdat
jo sach kahuu.n dil-e-kaafir vajuud-e-zan se hai
Nadeem Najid
Nazm
kasrat-e-aulad
kasrat-e-aulaad se ham is qadar bezaar hai.n
ab to begam se alag rahne ko bhii tayyaar hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
nakaami
kasrat-e-Gam bhii mire Gam kaa mudaavaa na hu.ii
mere bechain KHayaalo.n ko sukuun mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
numaish mein
kisii me.n aks-e-''ma.asuum-e-kaliisaa''
kisii me.n partav-e-asnaam-e-aazar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
ik ikaa.ii par usii kii zarb se
kasrat-e-vahdat kaa paidaa hai tilism
Ameeq Hanafi
Nazm
abhi waqt hai lauT jao
suno kasrat-e-KHaak me.n basne vaalo
suno tausan-e-barq-raftaar par kaThiyaa.n kasne vaalo
Rafiq Sandelvi
Nazm
kasrat-e-aulad
mai.n jise kahtaa thaa ghar vo aaj tifl-aabaad hai
merii tanhaa jaan hai aur kasrat-e-aulaad hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
har KHalvat-o-jalvat me.n jo kahte rahe daa.im
vo barsar-e-mimbar bhii bayaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
kya kah gai hai bagh se baad-e-KHizan na puchh
'in'aam' zindagii ke haqaa.eq ke vaaste
laazim hai kis qadar nazar-e-nukta-daa.n na puuchh