SEARCH RESULTS
Showing search results for "khayaabaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khayaabaa.n"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jahaa.n teraa naqsh-e-qadam dekhte hai.n
KHayaabaa.n KHayaabaa.n iram dekhte hai.n
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khayaabaa.n"
Ghazal
de hukm baadalo.n ko KHayaabaa.n-nashiin huu.n
jaam-o-subuu uchhaal ba.Dii tez dhuup hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Ghazal
haa.e KHvaabo.n kii KHayaabaa.n-saaziyaa.n
aa.nkh kyaa kholii chaman murjhaa ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
hama-ust
KHayaabaan-e-sa.adii me.n
ruusii kitaabo.n kii dukkaan par ham kha.De the
Noon Meem Rashid
Nazm
barish ka pahla qatra
paanii paanii hu.aa bayaabaa.n
sairaab hu.e chaman KHayaabaa.n
Ismail Merathi
Ghazal
sadaa bahaar KHayaabaan-e-aarzuu thaa 'zafar'
lahuu ke phuul hamaarii qabaa se kam na hu.e