SEARCH RESULTS
Showing search results for "khud-garaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khud-garaz"
Sher
kise KHabar thii ki ye daur-e-KHud-Garaz ik din
junuu.n se qiimat-e-daar-o-rasan chhupaa.egaa
Ehsan Danish
Kulliyat
kyaa kahuu.n kaisaa hai dilbar KHud-Garaz
KHud-numaa KHud-raa.e-o-KHud-sar KHud-Garaz
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khud-garaz"
Ghazal
KHum na ban kar KHud-Garaz ho jaa.iye
misl-e-saaGar aur ke kaam aa.iye
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
KHud-sar thaa KHud-Garaz bhii thaa vo bad-mizaaj bhii
Thukraa chukaa hai is liye us ko samaaj bhii
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
Tabish Raihan
Ghazal
'jarraar' har qadam pe mile hai.n suKHan-farosh
is daur-e-KHud-Garaz me.n suKHanvar rahaa hai kaun
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
is daur-e-KHud-Garaz me.n ye KHuddaarii-e-nigaah
dam par bhii ban ga.ii suu-e-saaqii nazar na kii
Jarrar Chhaulisi
Nazm
aatish-e-KHamosh
hai.n jitne aqaarib vo aqaarib se hai.n bad-tar
ahbaab hai.n vo KHud-Garaz-o-zuud-faraamosh