SEARCH RESULTS
Showing search results for "kiye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kiye"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo qatl kar ke mujhe har kisii se puuchhte hai.n
ye kaam kis ne kiyaa hai ye kaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Sher
dil me.n kisii ke raah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
kitnaa hasii.n gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "kiye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kiye"
Sher
jii Dhuu.nDtaa hai phir vahii fursat ki raat din
baiThe rahe.n tasavvur-e-jaanaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ham jii rahe hai.n ko.ii bahaana kiye baGair
us ke baGair us kii tamannaa kiye baGair
Jaun Eliya
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andesha
chuu.Diyo.n par bhii ka.ii tanz kiye jaa.e.nge
kaa.npte haatho.n pe bhii fiqre kase jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
etiraf
mai.n ne KHud apne kiye kii ye sazaa paa.ii hai
KHaak me.n aah milaa.ii hai javaanii mai.n ne