SEARCH RESULTS
Showing search results for "kiye"
Nazm MATCHES FOR "kiye"
Nazm
andesha
chuu.Diyo.n par bhii ka.ii tanz kiye jaa.e.nge
kaa.npte haatho.n pe bhii fiqre kase jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
etiraf
mai.n ne KHud apne kiye kii ye sazaa paa.ii hai
KHaak me.n aah milaa.ii hai javaanii mai.n ne
Asrarul Haq Majaz
Nazm
do ishq
har sub.h kii lau tiir sii siine me.n lagii hai
tanhaa.ii me.n kyaa kyaa na tujhe yaad kiyaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Dhaka se wapsi par
un se jo kahne ga.e the 'faiz' jaa.n sadqe kiye
an-kahii hii rah ga.ii vo baat sab baato.n ke baa'd
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intizar
nazre.n niichii kiye sharmaa.e hu.e aa.egaa
kaakule.n chehre pe bikhraa.e hu.e aa.egaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
sarhaden
kis ne duniyaa ko bhii daulat kii tarah baa.nTaa hai
kis ne taqsiim kiye hai.n ye asaase saare
Ahmad Faraz
Nazm
ramayan ka ek scene
manzuur thaa jo maa.n kii ziyaarat kaa intizaam
daaman se ashk po.nchh ke dil se kiyaa kalaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
yaad-e-aligarh
vo chaa.e kii pyaalii pe yaaro.n ke jalse
vo sardii kii raate.n vo zulfo.n ke qisse
Aabidullah Ghazi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chehre ko rang-o-nuur kaa tuufaa.n kiye hu.e
sham-o-sharaab-o-sh.er kaa unvaa.n kiye hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
mai.n ne bhii kiyaa hai TuuT kar ishq
aur ek nahii.n ka.ii kiye hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
jinho.n ne paimaa.n kiye the mujh se
rafaaqato.n ke mohabbato.n ke
Obaidullah Aleem
Nazm
hubb-e-watan
hamla jab qaum-e-aaryaa ne kiyaa
aur bajaa un kaa hind me.n Da.nkaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
na jaane kya ho
ik nazar dekhe.nge guzre hu.e saalo.n kii taraf
chuu.Diyo.n par bhii ka.ii tanz kiye jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
tere a.adaa ne kiyaa ek filistii.n barbaad
mere zaKHmo.n ne kiye kitne filistii.n aabaad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawan beTi se bap ka KHitab
mirii godii me.n rafta rafta din guzraa kiye aur tum
na jaane sote sote mere siine par javaanii tak