SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kushta"
Ghazal
jaataa huu.n daaG-e-hasrat-e-hastii liye hu.e
huu.n sham-e-kushta dar-KHur-e-mahfil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Khatir Ghaznavi
Ghazal
kyuu.n na vahshat-e-Gaalib baaj-KHvaah-e-taskii.n ho
kushta-e-taGaaful ko KHasm-e-KHuu.n-bahaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kushta-e-naaz kii gardan pe chhurii phero jab
kaash us vaqt tumhe.n naam-e-KHudaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "kushta"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kushta"
Nazm
wasoKHt
kyuu.n daad-e-Gam hamii.n ne talab kii buraa kiyaa
ham se jahaa.n me.n kushta-e-Gam aur kyaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai dil-girafta-e-Gam-e-jaanaa.n subuu uThaa
ai kushta-e-jafaa-e-zamaana sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
jaataa hai yaar teG-ba-kaf Gair kii taraf
ai kushta-e-sitam tirii Gairat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mash.huur ho ga.ii hai ziyaarat shahiid kii
KHuu.n-kushta aarzuu kaa banaa hai mazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
laa.e hai.n log janaaze kii tarah mahshar me.n
kis musiibat se tiraa kushta-e-bedaad aayaa
Dagh Dehlvi
Nazm
ramayan ka ek scene
sarzad hu.e the mujh se KHudaa jaane kyaa gunaah
ma.njdhaar me.n jo yuu.n mirii kashtii hu.ii tabaah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kahan jaoge
aur har kushta-e-vaamaa.ndgii-e-aaKHir-e-shab
bhuul kar saa.at-e-darmaandagii-e-aaKHir-e-shab
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mohabbat-kushta hai.n ham yaa.n kisuu paas
hamaare dard kii bhii kuchh davaa hai






