SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushta"
Nazm MATCHES FOR "kushta"
Nazm
wasoKHt
kyuu.n daad-e-Gam hamii.n ne talab kii buraa kiyaa
ham se jahaa.n me.n kushta-e-Gam aur kyaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan jaoge
aur har kushta-e-vaamaa.ndgii-e-aaKHir-e-shab
bhuul kar saa.at-e-darmaandagii-e-aaKHir-e-shab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramaen ka ek sin
sarzad hu.e the mujh se KHudaa jaane kyaa gunaah
ma.njdhaar me.n jo yuu.n mirii kashtii hu.ii tabaah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
jis ko aataa hai phuu.nknaa kushta
hai hamaarii taraf se vo guu.ngaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
vo saare rafiiq paa-ba-jaulaa.n
sab kushta-e-daar yaad aa.e
Ahmad Faraz
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
har ek kushta-e-naa-haq kii KHaamushii pe salaam
har ek diida-e-pur-nam kii aab-o-taab kii KHair
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dar-e-umid ke daryuza-gar
phir duhal karne lage tashhiir-e-iKHlaas-o-vafaa
kushta-e-sidq-o-safaa kaa dil jalaane ke liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
adl-e-jahangiri
Gairat-e-husn se begam ne tamancha maaraa
KHaak par Dher thaa ik kushta-e-be-gor-o-kafan
Shibli Nomani
Nazm
lahu pukarta hai
guluu-e-kushta se behis zabaan-e-KHanjar se
sadaa lapaktii hai har samt harf-e-haq kii tarah
Ali Sardar Jafri
Nazm
nadamat
ham to bas tishna-dahan lab-ba-du.aa kushta-e-Gam
apne hone hii me.n gum pa.Dh na sake hai.n ab tak
Mohammad Afsar Sajid
Nazm
idhar bhi aa
ye top ye tufa.ng ye teG o sinaan bhii dekh
o kushta-e-nigaar-e-dil-aaraa idhar bhii aa