SEARCH RESULTS
Showing search results for "kutar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kutar"
Ghazal
is baar baal-o-par hii na kaaTe ga.e faqat
qai.nchii kutar ga.ii hai miraa aasmaan tak
Toufeeq Sagar
Ghazal
dekhaa hai jab se us ne natiija u.Daan kaa
KHud hii kutar diye hai.n parinde ne baal-par
Jaani Lakhnavi
Ghazal
is zamii.n me.n vo hai ik baaG lagaa ai 'inshaa'
jo ki tuubaa kii bhii choTii ko kutar letaa hai
Insha Allah Khan Insha
Nazm
chor chuhe aur bachche
chuuhe phuul kutar jaate hai.n
banjar ko zarKHez banaa kar
Muzaffar Hanfi
Ghazal
sitam to dekhiye parvaaz kii du.aa de kar
kutar rahaa hai ko.ii mere baal-o-par yaaro
Khawaja Javed Akhtar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kutar"
Quote
Munawwar Rana
Ghazal
kutar gayaa hai mirii umr kii kitaab ko.ii
milaa kahii.n se bhii saalim na aaj baab ko.ii
Maryam Gazala
Ghazal
gul kutar jaa.e ko.ii paa-e-hinaa.ii se zaraa
mere madfan ko banaa jaa.e gulistaa.n ko.ii














