SEARCH RESULTS
Showing search results for "lapetnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lapetnaa"
Nazm
meri maut ke masiha!
yaad rakho!
har raushnii ne tumhe.n apne faanii sho.alo.n me.n lapeTnaa chaahaa
Ejaaz Ahamd
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "lapetnaa"
MORE MATCHES FOR "lapetnaa"
Geet
Dar ke bijlii se achaanak vo lipaTnaa us kaa
aur phir sharm se bal khaa ke simaTnaa us kaa
Sahir Ludhianvi
Geet
apnii Garaz thii jab tuu lipaTnaa qubuul thaa
baa.nho.n ke daa.ere me.n simaTnaa qubuul thaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
unhii.n shahro.n ko shitaabii se lapeTaa bhii gayaa
jo 'ajab shauq-e-faraaKHii se bichhaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Nazm
aadmi ki talash
har ik raushnii ko gul kar do
havaa.e.n tez hai.n jhanDe lapeT kar rakh do
Nida Fazli
Ghazal
raqs karnaa kabhii KHvaabo.n ke shabistaano.n me.n
kabhii yaado.n ke sutuuno.n se lipaTnaa ronaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
safed sang kii chaadar lapeT kar mujh par
fasiil-e-shahr pe kis ne sajaa diyaa mujh ko