SEARCH RESULTS
Showing search results for "laqab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "laqab"
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
ham pe haakim kaa ko.ii hukm nahii.n chaltaa hai
ham qalandar hai.n shahanshaah laqab karte hai.n
Rahat Indori
Naat
vo nabiyo.n me.n rahmat laqab paane vaalaa
muraade.n Gariibo.n kii bar laane vaalaa
Altaf Hussain Hali
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
laqab
लक़बلَقَب
Arabic
a name in which the qualities of that person are known, appellation of honour, title, epithet
laakaa
लाकाلاکا
ایک چھلکے نما کیڑا جو بعض درختوں کی پتلی شاخ پر اپنی رال ڈالتاہے جو خشک ہوکر لاک کہلاتی ہے، نباتی کیڑوں کا اُگال
MORE MATCHES FOR "laqab"
Ghazal
un ko na pukaaro Gam-e-dauraa.n ke laqab se
jo dard kisii naam se mansuub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
fahm zanjiirii-e-be-rabtii-e-dil hai yaa-rab
kis zabaa.n me.n hai laqab KHvaab-e-pareshaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
hasab-nasab kii jo puuchho to shajara pesh karuu.n
KHitaab ko.ii nahii.n hai miraa laqab bhii nahii.n
Iqbal Azeem
Ghazal
TuuT jaa.e to ise dil kaa laqab miltaa hai
chaak ho jaa.e to hotaa hai garebaan yahaa.n
Saifuddin Saif
Nazm
sanwli
ko.ii detaa hai laqab laila-e-be-mahmil kaa
ko.ii kahtaa hai tujhe pyaar se kaalii naagin
Qateel Shifai
Ghazal
hamaare qaafiye to ho ga.e sab KHatm ai 'akbar'
laqab apnaa jo de de.n mehrbaanii hai ye joshii kii

