SEARCH RESULTS
Showing search results for "lashkar-e-shaddaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lashkar-e-shaddaad"
Nazm
ahsan taqwim
aivaan-e-zar-o-siim me.n mahshar hu.aa barpaa
KHaa.if hama-tan lashkar-e-shaddaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bahut naazuk hai.n mere sarv qaamat teGzan logo
haziimat KHurdgii merii saf-e-lashkar pe likh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shikast khaa.e hu.e hauslo.n kaa lashkar huu.n
uThaa ke mujh ko saf-e-dushmanaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuyuur aa.e magar un kii cho.nch KHaalii thii
faraar ho gayaa lashkar se abraha meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
MORE MATCHES FOR "lashkar-e-shaddaad"
Ghazal
kavvo.n se laraztaa hai abaabiil kaa lashkar
shaahiin kii taqdiir me.n be-baal-o-parii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai kaa.enaat-e-azmat-e-shaddaad jalva-gar
insaaniyat sisaktii hai har gaam par abhii
Qazi Syed Khursheeduddeen Khursheed
Ghazal
lashkar-e-qalb-e-saf-e-ushshaaq me.n hai GalGala
yakka-taaz-e-aah kuu.n kis ne kiyaa hai naa-rasiid
Siraj Aurangabadi
Ghazal
da.avaa-e-baatil kii pursish rah ga.ii
kaun pursaa.n hasrat-e-shaddaad kaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
qadam qadam pe jahannum banaate rahte hai.n
unhe.n bhii vaaris-e-shaddaad kar diyaa jaa.e
Parvez Muzaffar
Ghazal
tamaam lashkar-e-aql-o-nigaah khet rahaa
bisaat-e-ishq pe sultaan rah gayaa hai bas