SEARCH RESULTS
Showing search results for "lashkar-e-shaddaad"
Ghazal MATCHES FOR "lashkar-e-shaddaad"
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bahut naazuk hai.n mere sarv qaamat teGzan logo
haziimat KHurdgii merii saf-e-lashkar pe likh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shikast khaa.e hu.e hauslo.n kaa lashkar huu.n
uThaa ke mujh ko saf-e-dushmanaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuyuur aa.e magar un kii cho.nch KHaalii thii
faraar ho gayaa lashkar se abraha meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kavvo.n se laraztaa hai abaabiil kaa lashkar
shaahiin kii taqdiir me.n be-baal-o-parii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai kaa.enaat-e-azmat-e-shaddaad jalva-gar
insaaniyat sisaktii hai har gaam par abhii
Qazi Syed Khursheeduddeen Khursheed
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
lashkar-e-qalb-e-saf-e-ushshaaq me.n hai GalGala
yakka-taaz-e-aah kuu.n kis ne kiyaa hai naa-rasiid
Siraj Aurangabadi
Ghazal
tamaam lashkar-e-aql-o-nigaah khet rahaa
bisaat-e-ishq pe sultaan rah gayaa hai bas
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Arif Nadwi
Ghazal
ko.ii lashkar-e-faatehii.n jaa rahaa hai
fazaa.o.n me.n uu.nche 'alam dekhte hai.n
Mohsin Shaafi
Ghazal
kahte hai.n zulm ke baa'd aah karoge to kyaa
lashkar-e-jaur-o-jafaa me.n ye alam aur sahii
Meer Mohammad Sultan Aaqil
Ghazal
jab ki zulf us kii gale khaa bal pa.Dii
lashkar-e-ushshaaq me.n halchal pa.Dii