SEARCH RESULTS
Showing search results for "latte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "latte"
Ghazal
kis tarah log chale jaate hai.n uTh kar chup-chaap
ham to ye dhyaan me.n laate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
mai-KHaana-e-europe ke dastuur niraale hai.n
laate hai.n suruur avval dete hai.n sharaab aaKHir
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "latte"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "latte"
Sher
Meer Hasan
Ghazal
tab ham dono.n vaqt churaa kar laate the
ab milte hai.n jab bhii fursat hotii hai
Javed Akhtar
Ghazal
kahaa ki 'arz kare.n ham pe jo guzartaa hai
kahaa KHabar hai hame.n kyuu.n zabaa.n pe laate ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
chamakte lafz sitaaro.n se chhiin laa.e hai.n
ham aasmaa.n se Gazal kii zamiin laa.e hai.n
Rahat Indori
Sher
sub.h le jaate hai.n ham apnaa janaaza ghar se
shaam ko phir use kaa.ndho.n pe uThaa laate hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
kar gae kuch kahan
lafz ko bechne vaale na.e baazaaro.n me.n
Gairat harf ko laate hu.e sharmaa.e.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
ham jaa.n to bachaa laate magar apnaa muqaddar
is bhii.D me.n kuchh dost hamaare nikal aa.e
Mansoor Usmani
Nazm
hubb-e-watan
ai pahaa.Do.n kii dil-fareb fazaa
ai lab-e-juu kii ThanDii ThanDii havaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
kyuu.n na Thahre.n hadaf-e-naavak-e-bedaad ki ham
aap uThaa laate hai.n gar tiir KHataa hotaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
luuTte phirte the jab tum kaarvaa.n-dar-kaarvaa.n
sar-barahna phir rahii thii daulat-e-hindostaa.n
Josh Malihabadi
Ghazal
kufr o iimaa.n ke sivaa bhii kuchh manaazir aur hai.n
un ke har andaaz par iimaan laate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
aage bichhaa ke nataa ko laate the teG o tasht
karte the yaanii KHuun to ik imtiyaaz se
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham bhii in bachcho.n kii maanind ko.ii pal jii le.n
ek sikka jo hathelii pe sajaa laate hai.n





