SEARCH RESULTS
Showing search results for "leader"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "leader"
Sher
coat aur patluun jab pahnaa to mister ban gayaa
jab ko.ii taqriir kii jalse me.n leader ban gayaa
Akbar Allahabadi
Sher
qaum ke Gam me.n dinner khaate hai.n hukkaam ke saath
ra.nj leader ko bahut hai magar aaraam ke saath
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "leader"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "leader"
Quote
Saadat Hasan Manto
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
ham shaiKH na leader na musaahib na sahaafii
jo KHud nahii.n karte vo hidaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Mazahiya
aaj jalse hai.n bahut shahr me.n leader kam hai.n
ehtiyaatan mujhe taqriir raTaa dii jaa.e
Dilawar Figar
Mazahiya
daam Galle ke hu.e jaate hai.n sar se uu.nche
achchhe leader ho Gariibo.n kaa KHayaal achchhaa hai
Rauf Raheem
Nazm
roe bhagat kabir
jis ko dekho leader hai aur se milo vakiil
kisii tarah bhartaa hii nahii.n hai peT hai un kaa jhiil
Habib Jalib
Nazm
siyasi leader ke nam
saal-haa-saal ye be-aasraa jak.De hu.e haath
raat ke saKHt o siyah siine mai.n paivast rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ku.nvaara aadmii ho yaa ko.ii aazaad leader ho
jo be-pe.nde ke lauTe hai.n vo saare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
aalim ba.De ba.De hai.n to leader galii galii
baarish hai afsaro.n kii to daftar galii galii
Shamsii Meenai
Nazm
bhae kabir udas
phir bhii mochii-gate pe leader roz kare.n bakvaas
bha.e kabiir udaas
Habib Jalib
Ghazal
vahii maqbuul leader aur diplomat hotaa hai
jo mu.nh se this kahe to us kaa matlab that hotaa hai
Sarfaraz Shahid
Mahiye
ibliis mire dil me.n vo zinda tamannaa de
jo Gairo.n ko apnaa le aur apno.n ko TarKHaa de
Asrar jamayee
Mazahiya
Dilawar Figar
Mazahiya
ek leader se kahaa ye mai.n ne kal ai 'paapular'
tuu election me.n agar haaraa to kyaa rah jaa.egaa

