SEARCH RESULTS
Showing search results for "liyaaqat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "liyaaqat"
Sher
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai
Rana Amir Liyaqat
Sher
har saa.ns na.ii saa.ns hai har din hai miraa din
taqdiir liye aatii hai har roz nayaa din
Rana Amir Liyaqat
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "liyaaqat"
Sher
ishq tuu ne ba.Daa nuqsaan kiyaa hai meraa
mai.n to us shaKHs se nafrat bhii nahii.n kar saktaa
Liaqat Jafri
Sher
mai.n jaantaa huu.n mohabbat me.n kyaa nahii.n karnaa
ye vo jagah hai jahaa.n qais bhii phisaltaa hai
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
ajiib log the vo titliyaa.n banaate the
samundaro.n ke liye siipiyaa.n banaate the
Liaqat Jafri
Sher
ka.ii tarah ke tahaa.if pasand hai.n us ko
magar jo kaam yahaa.n phuul se nikaltaa hai
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
ki ab kii baar 'liyaaqat' hu.aa hu.aa so hu.aa
mai.n us ke haath me.n ab aa.inaa nahii.n duu.ngaa
Liaqat Jafri
Ghazal
tuu ko.ii KHvaab nahii.n jis se kinaaraa kar le.n
kyuu.n na pahle se ta'alluq pe guzaaraa kar le.n
Rana Amir Liyaqat
Sher
gale lagaa ke mujhe puuchh mas.ala kyaa hai
mai.n Dar rahaa huu.n tujhe haal-e-dil sunaane se
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai




