SEARCH RESULTS
Showing search results for "liyaaqat"
Ghazal MATCHES FOR "liyaaqat"
Ghazal
kitnaa dushvaar hai jazbo.n kii tijaarat karnaa
ek hii shaKHs se do baar mohabbat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
ajiib log the vo titliyaa.n banaate the
samundaro.n ke liye siipiyaa.n banaate the
Liaqat Jafri
Ghazal
ki ab kii baar 'liyaaqat' hu.aa hu.aa so hu.aa
mai.n us ke haath me.n ab aa.inaa nahii.n duu.ngaa
Liaqat Jafri
Ghazal
tuu ko.ii KHvaab nahii.n jis se kinaaraa kar le.n
kyuu.n na pahle se ta'alluq pe guzaaraa kar le.n
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
jiit aur haar kaa imkaan kahaa.n dekhte hai.n
gaa.nv ke log hai.n nuqsaan kahaa.n dekhte hai.n
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
banaa hu.aa hai hamaaraa kasii bahaane se
bichha.D na jaa.e kahe.n dost aazmaane se
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
hotaa hai mehrbaan kahaa.n par KHudaa-e-ishq
lagtii hai phir bhii shahr me.n khul ke sadaa-e-ishq
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
dilo.n me.n KHauf ke chuulhe kii aag ThanDii ho
kabhii na milne-milaane kii aag ThanDii ho
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
ubuur kar liyaa sahraa to phir se lauT aa.e
junuun baaqii thaa aashuftagii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
jaisaa chaahaa vaisaa manzar dekhaa hai
ya.anii ham ne apne andar dekhaa hai
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
ko.ii samjhaa.o dariyaa kii ravaanii kaaTtii hai
ki mere saa.ns ko tishna-dahaanii kaaTtii hai
Liaqat Jafri
Ghazal
naa-laayqo.n me.n umr kuu.n karnaa.n abas talaf
ham-sohbatii kii un me.n liyaaqat nahii.n rahii
Siraj Aurangabadi
Ghazal
tumhe.n ho aduu hii kaa milnaa mubaarak
aduu kii sii ham me.n liyaaqat kahaa.n hai