SEARCH RESULTS
Showing search results for "lutere"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lutere"
Ghazal
luTere Daaku bhii apne pe naaz karne lage
unho.nne aaj jo santo.n kaa aacharan dekhaa
Gopaldas Neeraj
Ghazal
sun rahaa huu.n kuchh luTere aa ga.e hai.n shahr me.n
aap jaldii band apne ghar kaa darvaaza kare.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
ridaa ke saath luTere ko zaad-e-rah bhii diyaa
tirii faraaKH-dilii mere viir aisii thii
Parveen Shakir
PAGE MATCHES FOR "lutere"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
luTeraa-pan
लुटेरा-पन لُٹیرا پَن
لٹیرے (رک) کا کام یا عادت.
luuTeraa-pan
लूटेरा-पन لُوٹیرا پَن
لٹیروں کا پیشہ، رہزنی، قزاقی، ڈاکا زنی
Hindi
MORE MATCHES FOR "lutere"
Ghazal
jo zaraa bhii nii.nd aa.ii kabhii ahl-e-kaarvaa.n ko
vahii ban ga.e luTere jo bane hu.e the haadii
Amir Usmani
Ghazal
dukaan-e-dil me.n navaadir saje hu.e hai.n magar
ye vo jagah hai ki aate nahii.n luTere tak
Anwar Shuoor
Nazm
naya sal
phir nayaa saal dabe paa.nv chalaa aayaa hai
roz-o-shab jaise a.ndhere me.n luTero.n ke giroh
Akhtar Payami
Nazm
diwali
hoshiyaar un se bhii jo nigaah phere hai.n
paak hii nahii.n tanhaa aur bhii luTere hai.n
Nazeer Banarasi
Nazm
qaumi git
maataa ko parnaam ai maa.n ai maa.n tujh ko salaam
ab to luTere tujh ko lauTe.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Qamar Anjum
Ghazal
faqr maKHduum hai laj-paal hai lakh-daataa hai
taaj be-rahm luTere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Mazahiya
jaa.e.nge qaafile bhii bahar-taur usii taraf
aur un ke saath saath luTere bhii jaa.e.nge
Anwar Masood
Ghazal
unhe.n hamaare sivaa qaafile se kuchh na milaa
magar luTere hamaaraa bharam to luuT ga.e
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
apnaa sarmaaya-e-fan phir bhii salaamat hii rahaa
kitnii hii baar 'jamiil' aa.e luTere dil me.n
Jameel Malik
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
jalaa.o mere payaamaat ke diye yaaro
na chho.Do zinda vatan me.n kisii luTere ko

