SEARCH RESULTS
Showing search results for "lutf-e-be-sabab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lutf-e-be-sabab"
Ghazal
kabhii mai.n jur.at-e-iz.haar-e-mudda.aa to karuu.n
ko.ii javaaz to ho lutf-e-be-sabab ke liye
Syed Aabid Ali Aabid
Sher
kabhii mai.n jur.at-e-iz.haar-e-mudda.aa to karuu.n
ko.ii javaaz to ho lutf-e-be-sabab ke liye
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
nigaah-e-shauq ko phir lutf-e-be-hisaab mile
KHudaa kare ki tujhe daa.imii shabaab mile
Raushan Laal Raushan
Ghazal
kyaa hai mirii KHataa sabab-e-be-ruKHii hai kyaa
mere junuun-e-shauq me.n ko.ii kamii hai kyaa
Mahmood-ul-Hasan
Kulliyat
be-lutf-e-yaar ham ko kuchh aasraa nahii.n hai
so ko.ii din jo hai to phir saal-haa nahii.n hai
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "lutf-e-be-sabab"
Sher
tire visaal kii kab aarzuu rahii dil ko
ki ham ne chaahaa tujhe shauq-e-be-sabab ke liye
Azeem Quraishi
Ghazal
tire visaal kii kab aarzuu rahii dil ko
ki ham ne chaahaa tujhe shauq-e-be-sabab ke liye
Azeem Quraishi
Ghazal
yuu.n dekhte hai.n jaise udhar dekhte nahii.n
us lutf-e-be-Garaz kii nazaakat na puuchhiye
Shakeel Badayuni
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
us ko in.aam-e-KHudii aur is par lutf-e-be-KHudii
vo karam karte hai.n zarf-e-ahl-e-irfaa.n dekh kar
Fani Badayuni
Ghazal
baar-e-ehsaa.n se mar na jaa.uu.n kahii.n
har-nafas lutf-e-be-shumaar na kar
Prem Narayan Saxena Raz
Ghazal
sarmaaya-e-hayaat hai vo lutf-e-be-panaah
bazm-e-jahaa.n me.n dil se lagaayaa gayaa mujhe
Syed Kamran Zubair Kami
Sher
ye be-sabab nahii.n aa.e hai.n aa.nkh me.n aa.nsuu
KHushii kaa lamha ko.ii yaad aa gayaa hogaa