SEARCH RESULTS
Showing search results for "maayuub"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maayuub"
Ghazal
alfaaz me.n iz.haar-e-mohabbat ke tariiqe
KHud ishq kii nazro.n me.n bhii maayuub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kaafii hai boriyaa hii faqiiro.n ke vaaste
ma.ayuub hai jo shero.n ke ghar me.n pala.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
kyuu.n pher vo detaa mujhe le kar mire bar se
itnaa jo dil-e-zaar ye ma.ayuub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
da.ave ko yaar aage ma.ayuub kar chuke hai.n
is reKHte ko varna ham KHuub kar chuke hai.n
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "maayuub"
Ghazal
Shad Azimabadi
Sher
dekhaa hai mohabbat ko ibaadat kii nazar se
nafrat ke avaamil hame.n ma.ayuub rahe hai.n
Iqbal Kaifi
Sher
ishq me.n ye tafraqa-baazii bahut ma.ayuub hai
pyaar ko shii.a vahaabii aur sunnii mat samajh
Aziz Faisal
Ghazal
jaanaa mai.n us kaa na aanaa ki samajh kar vo shoKH
baiThne ko mire ma.ayuub kahii.n baiTh rahaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
dekhaa hai mohabbat ko ibaadat kii nazar se
nafrat ke avaamil hame.n ma.ayuub rahe hai.n
Iqbal Kaifi
Ghazal
baarishe.n aa.nkh kii ma.ayuub na hotii ho.n kahii.n
ishq kaa chal kisii uj.De se adab puuchhte hai.n
Mahmood Aamir
Ghazal
ma.ayuub jo lahje hai.n vo ma.atuub na ho.nge
apnaa hii ye andaaz badal jaa.e to achchhaa
Vazahat Nseem
Ghazal
kartaa rahaa jo ishq me.n apnii anaa kii baat
nazro.n se terii gir gayaa ma.atuub ho gayaa
Hidayatullah
Kulliyat
da.ave ko yaar aage ma.ayuub kar chuke hai.n
is reKHte ko varna ham KHuub kar chuke hai.n


