SEARCH RESULTS
Showing search results for "maayuub"
Nazm MATCHES FOR "maayuub"
Nazm
faisla
tuu samajhtii hai ki ma.ayuub hai aanaa teraa
meraa da.avaa hai ki aanaa hii pa.Degaa tujh ko
Parwaz Noorpuri
Nazm
chand roz aur meri jaan
dil kii be-suud ta.Dap jism kii maayuus pukaar
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHamosh aawaz
mai.n jo tumhaare saath nahii.n huu.n
dil ko mat maayuus karo tum
Jan Nisar Akhtar
Nazm
jashn-e-ghaalib
aazaadi-e-kaamil kaa elaan hu.aa jis din
ma.atuub zabaa.n Thahrii Gaddaar zabaa.n Thahrii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramayan ka ek scene
phir arz kii ye maadar-e-naashaad ke huzuur
maayuus kyuu.n hai.n aap alam kaa hai kyuu.n vafuur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
jis kii taabish me.n daraKHshaanii hilaal-e-iid kii
KHaak ke maayuus matl.a par kiran ummiid kii
Josh Malihabadi
Nazm
mujhe sochne de
merii naakaam mohabbat kii kahaanii mat chhe.D
apnii maayuus uma.ngo.n kaa fasaana na sunaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
darwaza khula rakhna
maayuus na phir jaa.e, haa.n paas-e-vafaa rakhnaa
darvaaza khulaa rakhnaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
mayus to hun wade se tere
maayuus to huu.n va.ade se tire
kuchh aas nahii.n kuchh aas bhii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
munajat-e-bewa
kam hai.n magar maayuus hai.n jo yaa.n
KHvaah dukhii hai KHvaah sukhii hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
nauha
aaKHirii baar hai lo maan lo ik ye bhii savaal
aaj tak tum se mai.n lauTaa nahii.n maayuus-e-javaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qaht-e-bangal
bachcho.n kaa ta.Dapnaa vo bilaknaa vo sisaknaa
maa.n-baap kii maayuus nazar dekh rahaa huu.n