SEARCH RESULTS
Showing search results for "mabaadaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mabaadaa"
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
mabaadaa ho ko.ii zaalim tiraa garebaa.n-giir
lahuu ke daaG tuu daaman se dho, hu.aa so hu.aa''
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
naama-bar us se na ahvaal hamaaraa kahnaa
vo tunuk-KHuu hai biga.D jaa.e mabaadaa yuu.n bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
mabaadaa ho ko.ii zaalim tiraa garebaa.n-giir
mire lahuu ko tuu daaman se dho hu.aa so hu.aa
Mohammad Rafi Sauda
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mabaadaa"
Ghazal
ruKHsat-e-naala mujhe de ki mabaadaa zaalim
tere chehre se ho zaahir Gam-e-pinhaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
daaman ko bachaataa hai vo kaafir ki mabaadaa
chhuu jaa.e kahii.n paaki-e-KHuun-e-shohdaa se
Hasrat Mohani
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
dil dha.Daktaa hai mabaadaa uTh ke deve gaaliyaa.n
yaar sotaa hai miraa us ko jagaa.uu.n kis tarah
Taban Abdul Hai
Nazm
tamanna ke tar
mabaadaa sitaaro.n se barse.n vo tiir
ki rah jaa.e baaqii tamannaa na taar
Noon Meem Rashid
Ghazal
tire aur bhii hai.n talabgaar kitne
mabaadaa ko.ii tujh ko vaa.n se u.Daa le
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dil KHvaab kii Gaflat se mabaadaa kahii.n chau.nke
ye fitna-e-KHvaabiida hii bedaar na hove
Ishq Aurangabadi
Sher
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jo ho sake to mire jiite-jii hii qadr karo
mabaadaa mai.n ko.ii guzraa zamaana ho jaa.uu.n
Parvez Sahir
Ghazal
mabaadaa shab kii siyaahii zamii.n ko khaa jaa.e
naqaab ruKH se uThaa do zaraa KHudaa ke liye
Ejaz Ahmad Ejaz
Ghazal
mat is adaa o naaz se gulshan me.n kar guzar
Dartaa huu.n mai.n mabaadaa kisii kii nazar lage


