SEARCH RESULTS
Showing search results for "madh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "madh"
Ghazal
in'aam ke laalach me.n likhe mad.h kisii kii
itnaa to kabhii ko.ii suKHan-var nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Marsiya
hai nuur-e-haq jabiin-e-munavvar se aashkaar
kyuu.nkar chhupe na maah-e-do-hafta hijaab se
Meer Anees
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
aaj ik harf ko phir Dhuu.nDtaa phirtaa hai KHayaal
madh bharaa harf ko.ii zahr bharaa harf ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "madh"
MORE MATCHES FOR "madh"
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
hinDola
yahii.n kii madh-bharii barsaat me.n nahaa.e hai.n
lipaT ke kiicha.D o paanii se bachpane un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
aur ab jo hai karbalaa kaa naqsha
tum mad.h-e-yaziid gaa rahe ho
Ahmad Faraz
Ghazal
sharh-e-firaaq mad.h-e-lab-e-mushkbuu kare.n
Gurbat-kade me.n kis se tirii guftuguu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHaama meraa ki vo hai baar-bud-e-bazm-e-suKHan
shaah kii mad.h me.n yuu.n naGma-saraa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jaane kis rang me.n tafsiir kare.n ahl-e-havas
mad.h-e-zulf-o-lab-o-ruKHsaar karuu.n yaa na karuu.n