SEARCH RESULTS
Showing search results for "madh"
Nazm MATCHES FOR "madh"
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
aaj ik harf ko phir Dhuu.nDtaa phirtaa hai KHayaal
madh bharaa harf ko.ii zahr bharaa harf ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
o des se aane wale bata
aur madh-bharii raate.n hotii hai.n
kyaa raat bhar ab bhii giito.n kii
Akhtar Shirani
Nazm
madh
har ek jagah makr-o-riyaa kii hu.ii tash.hiir
raushan hu.e ummiid se ruKH ahl-e-vafaa ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
yahii.n kii madh-bharii barsaat me.n nahaa.e hai.n
lipaT ke kiicha.D o paanii se bachpane un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
black-out
phir pa.e-nazr na.e diida o dil le ke chaluu.n
husn kii mad.h karuu.n shauq kaa mazmuun likkhuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shri-krishn
madh-bhare nain se aa.nkhe.n na milaa.o 'kaifii'
log mash.huur na kar de.n tumhe.n mai-nosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
raat ki aziyyat
ab to ba.Dhtaa aa.egaa ghanghor baadal chaah kaa
us me.n bahtii aa.egii ik madh-bharii miiThii sadaa
Muneer Niyazi
Nazm
sitare
sitaare apne miiThe madh-bhare halke tabassum se
kiye jaate hai.n fitrat ko javaa.n aahista aahista
Noon Meem Rashid
Nazm
ab ke baras
kabhii raat kii zulf ko guu.ndhne kii tamannaa
kabhii jism ke qahr kii mad.h-KHvaanii
Shahryar
Nazm
dar-madh-am
shaah-e-avadh se phone pe kal mai.n ne baat kii
ism-e-giraamii shaah kaa abdussalaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
baada-e-ishq se sarshaar guru-nanak the
mad.h-KHvaa.n us kaa tuu ho 'barq' ba-sad ijz-o-niyaaz
KHaaksaaro.n ke madad-gaar guruu-naanak the
Shyam Sunder Lal Barq
Nazm
meri shairi
apne ehsaas kii parvaaz ba.Dhaane ke liye
yaad hai madh-bharii aa.nkho.n ko rulaayaa thaa kabhii
Akhtar Payami
Nazm
wahi bu-e-gul hai
madh bhare nain kaa vo aaKHirii jaaduu hai yaad
KHud ko mai.n bhuul gayaa sirf mujhe tuu hai yaad