SEARCH RESULTS
Showing search results for "madh"
Ghazal MATCHES FOR "madh"
Ghazal
in'aam ke laalach me.n likhe mad.h kisii kii
itnaa to kabhii ko.ii suKHan-var nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
sharh-e-firaaq mad.h-e-lab-e-mushkbuu kare.n
Gurbat-kade me.n kis se tirii guftuguu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHaama meraa ki vo hai baar-bud-e-bazm-e-suKHan
shaah kii mad.h me.n yuu.n naGma-saraa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jaane kis rang me.n tafsiir kare.n ahl-e-havas
mad.h-e-zulf-o-lab-o-ruKHsaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
varaq tamaam hu.aa aur mad.h baaqii hai
safiina chaahiye is bahr-e-be-karaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
ohde se mad.h-e-naaz ke baahar na aa sakaa
gar ik adaa ho to use apnii qazaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
is madh-bharii nigaah kii allaah-re kashish
sau baar dekhnaa pa.Daa ik baar dekh kar
Bismil Azimabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zulmato.n kii mad.h-KHvaanii aur is andaaz se
ye kisii parvarda-e-shab kaa numaa.inda na ho
Suroor Barabankvi
Ghazal
nazm ko sun ke mirii ha.ns ke ye bolaa vo shoKH
mad.h hai shukr hai shikva hai gila hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
aur kab tak mai.n karuu.n mad.h-saraa.ii apnii
mujh ko taufiiq de yaa-rab ki mai.n teraa ho jaa.uu.n
Sultan Akhtar
Ghazal
zaKHm-KHurda Gam-e-dauraa.n se hai.n jazbaat-e-latiif
husn aur ishq kii kyaa mad.h-saraa.ii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
hamaare naam pe gar u.ngliyaa.n uThii.n to kyaa
tumhaarii mad.h-o-sataa.ish to be-hisaab hu.ii
Shahryar
Ghazal
saaqii tumhaare madh-bhare ho.nTo.n kaa shukriya
baada-kashii kii saarii halaavat tamaam-shud