SEARCH RESULTS
Showing search results for "madiina"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "madiina"
Naat
sultaan-e-madiina kii ziyaarat kii du.aa kar
jannat kii talab chiiz hai kyaa aur bhii kuchh maa.ng
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Naat
ik rind hai aur mid.hat-e-sultaan-e-madiina
haa.n ko.ii nazar rahmat-e-sultaan-e-madiina
Jigar Moradabadi
Sher
shahr KHaalii hai kise eid mubaarak kahiye
chal diye chho.D ke makka bhii madiina vaale
Akhtar Usman
Ghazal
makka gayaa madiina gayaa karbalaa gayaa
jaisaa gayaa thaa vaisaa hii chal phir ke aa gayaa
Meer Taqi Meer
Naat
huu.n shaah-e-madiina kii mai.n pusht-panaahii me.n
kyaa is kii mujhe parvaa dushman jo zamaana hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
madiina
मदीना مَدِینَہ
a city, a state (so called, because held in possession, or under authority)
Arabic
MORE MATCHES FOR "madiina"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hame.n banaa diye kamre KHud us ko T v par
madiina jab nazar aayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Naat
madiine kaa safar hai aur me.n nam-diida nam-diida
jabii.n afsurda afsurda qadam laGziida laGziida
Iqbal Azeem
Ghazal
natiija karbalaa se muKHtalif ho yaa vahii ho
madiina chho.Dne kaa faisla karnaa pa.Degaa
Iftikhar Arif
Naat
kyaa kahe.n raah-e-madiina hai muqaddas kitnii
bhuulte hii nahii.n us jaada-e-at.har ke maze
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Naat
Mahirul Qadri
Naat
nazar me.n basii hai bahaar-e-madiina
KHizaa.n aa ke ab mujh se nazre.n milaa.e
Khumar Barabankavi
Naat
Iqbal Azeem
Naat
halqe me.n rasuulo.n ke vo maah-e-madanii hai
kyaa chaa.nd kii tanviir sitaaro.n me.n chhanii hai
Ameer Minai
Ghazal
savaad-e-shahr-e-madiina ke ruu-baruu honaa
zaruurii ho gayaa aa.nkho.n kaa baa-vazuu honaa
Parveen Shakir
Ghazal
pukaartii hai.n mujhe ghanTiyaa.n tirii aise
ki jaisaa teraa madiina ho ko.ii mandir yaar!



