SEARCH RESULTS
Showing search results for "mafaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mafaad"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dilchasp vaaqi.a hai ki kal ik aziiz dost
apne mafaad par mujhe qurbaan kar gayaa
Khalid Sharif
PAGE MATCHES FOR "mafaad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mafaad"
Ghazal
piiraan-e-jubba-o-qabaa saaraa fasaad ek hai
sab kaa KHudaa alag sahii sab kaa mafaad ek hai
Atif tauqeer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii apnii maslahat hai apnaa apnaa hai mafaad
varna is duniyaa me.n kab ko.ii kisii ke saath hai
Raees Rampuri
Ghazal
resham se narm lahje ke piichhe mafaad thaa
is taajirii ko ham ne sharaafat samajh liyaa
athar shakeel
Ghazal
taraqqii kaa vo da.avaa kar rahaa hai
magar har shaKHs faaqa kar rahaa hai
Mohammad Azhar Shams
Ghazal
hamaare qaul o amal me.n tazaad kitnaa hai
magar ye dil hai ki KHush-e'tiqaad kitnaa hai
Murtaza Barlas
Ghazal
shaane se shaana jo.D milaa kar chalo qadam
'haidar' suno isii me.n hamaaraa mafaad hai
Haidar raza Koralvi
Ghazal
apne mafaad ke liye maidaan-e-ja.ng me.n
jiitaa gayaa kabhii kabhii haaraa gayaa mujhe