SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaarat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahaarat"
Ghazal
yuu.n hii nahii.n mash.huur-e-zamaana miraa qaatil
us shaKHs ko is fan me.n mahaarat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
mahaarat aisii ki bas dekhte hii rah jaa.o
nikaaltaa hai ko.ii yuu.n kha.De kha.De aa.nsuu
Jawad Sheikh
Sher
ye baat sach hai tumhe.n zulm me.n mahaarat hai
ye baat bhii to haqiiqat hai mai.n nahii.n Dartaa
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahaarat"
Nazm
main rakh deti hun tumhaara nam photographer
aur apnii mahaarat se
use uupar se jo.D do
Tanveer Anjum
Ghazal
ye to KHud chal ke nishaane pe lage hai.n tere
daKHl is me.n to ko.ii terii mahaarat kaa nahii.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
mai.n ne dushman ko mahaarat pe ko.ii daad na dii
mere andar se ko.ii bol pa.Daa zindabaad
Kazim Husain Kazim
Mazahiya
ham un ke ishq me.n laTke hu.e hai.n
laTakne me.n mahaarat ho ga.ii hai
Masroor Shahjahanpuri
Ghazal
aaj ke logo.n me.n dekhii hai mahaarat itnii
ba.Dii aasaanii se pahchaan badal dete hai.n
Saeed Rahmani
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
apno.n ko luuTne kii jasaarat hamaare paas
khelo.n me.n haarne kii mahaarat hamaare paas
Shamsii Meenai
Ghazal
tuu ne dekhii mire haatho.n kii mahaarat lekin
vo mire paa.nv miraa chaak ghumaane vaale