SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaarat"
Ghazal MATCHES FOR "mahaarat"
Ghazal
yuu.n hii nahii.n mash.huur-e-zamaana miraa qaatil
us shaKHs ko is fan me.n mahaarat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
mahaarat aisii ki bas dekhte hii rah jaa.o
nikaaltaa hai ko.ii yuu.n kha.De kha.De aa.nsuu
Jawad Sheikh
Ghazal
mire afkaar badle jo vahii ustaad ho meraa
mahaarat ho jise fan par vahii naqqaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
ye to KHud chal ke nishaane pe lage hai.n tere
daKHl is me.n to ko.ii terii mahaarat kaa nahii.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
mai.n ne dushman ko mahaarat pe ko.ii daad na dii
mere andar se ko.ii bol pa.Daa zindabaad
Kazim Husain Kazim
Ghazal
aaj ke logo.n me.n dekhii hai mahaarat itnii
ba.Dii aasaanii se pahchaan badal dete hai.n
Saeed Rahmani
Ghazal
tuu ne dekhii mire haatho.n kii mahaarat lekin
vo mire paa.nv miraa chaak ghumaane vaale
Iftikhar Shahid Abu Saad
Ghazal
baato.n me.n mahaarat jise haasil nahii.n hotii
aksar vahii ho jaataa hai naakaam mukammal
Alka Mishra
Ghazal
sab kuchh bigaa.D ke hii na rakh duu.n kise KHabar
is kaam me.n zaraa bhii mahaarat nahii.n mujhe
Gul Faraz
Ghazal
Barqi Azmi
Ghazal
rashk aataa hai bahut us kii mahaarat pe mujhe
merii har jiit ko vo shoKH-adaa maat kare
Shakeel Haidar
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
qahqaha maar ke ha.nsne me.n mahaarat hai hame.n
lekin ik zaKHm ko dhakne me.n abhii kachche hai.n
farzad Ali zeerak
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
ha.nste hu.e gulshan ko pal bhar me.n rulaa Daale
aavaara havaa.o.n me.n aisii bhii mahaarat hai
Asar Nizami
Ghazal
naa-mukammal hai Gazal Gam kii mahaarat ke baGair
husn aataa hai kahaa.n shero.n me.n fankaarii se