SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahzar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahzar"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mahjuur
महजूरمہجور
Prevented, prohibited, forbidden.
separated, cut off, left, forsaken
विरहग्रस्त, वियोगी, फ़िराक़ज़दः ।
MORE MATCHES FOR "mahzar"
Nazm
lao to qatl-nama mera
''laa.o to qatl-naama miraa mai.n bhii dekh luu.n
kis kis kii mohr hai sar-e-mahzar lagii hu.ii''
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ra.ng har phuul me.n hai husn-e-KHud-aaraa.ii kaa
chaman-e-dahr hai mahzar tirii yaktaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Ghazal
ye bhii dekho ki kahaa.n kaun bulaataa hai tumhe.n
mahzar-e-shauq pa.Dho mahzar-e-sarkaar pe KHaak
Irfan Siddiqi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
vo jin kii dast-KHate.n mahzar-e-sitam pe hai.n sabt
har us adiib har us be-adab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
kaafii hai mahr qaatil mahzar pe KHuu.n ke mere
phir jis jagah ye jaave us jaa hii mo'atabar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
dar-e-imkaa.n se guzar kar sar-e-manzar aa kar
ham 'ajab lahr me.n hai.n apne na.e ghar aa kar