SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahzar"
Ghazal MATCHES FOR "mahzar"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa likhaa thaa sar-e-mahzar jise pahchaante hii
paas baiThaa hu.aa har dost bahaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
badnaam mere qatl se tanhaa tuu hii na ho
laa apnii mohr bhii sar-e-mahzar lagaa.uu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ra.ng har phuul me.n hai husn-e-KHud-aaraa.ii kaa
chaman-e-dahr hai mahzar tirii yaktaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ye bhii dekho ki kahaa.n kaun bulaataa hai tumhe.n
mahzar-e-shauq pa.Dho mahzar-e-sarkaar pe KHaak
Irfan Siddiqi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
vo jin kii dast-KHate.n mahzar-e-sitam pe hai.n sabt
har us adiib har us be-adab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
kaafii hai mahr qaatil mahzar pe KHuu.n ke mere
phir jis jagah ye jaave us jaa hii mo'atabar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
dar-e-imkaa.n se guzar kar sar-e-manzar aa kar
ham 'ajab lahr me.n hai.n apne na.e ghar aa kar
Shaheen Abbas
Ghazal
Zahida Zaidi
Ghazal
hai miraa naam bhii is mahzar-e-shahaadat me.n
mujhe bhii lashkar-e-inkaar khii.nchtaa hai ko.ii
Shahid Kamal
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
mohr-e-dast-aavez-e-Gam hai har bashar kaa daaG-e-Gam
dil hai mahzar sohbat-e-gum-karda-e-ahbaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hamaarii mahzar-e-amal hai zer-e-faisla abhii
kha.De hai.n sar jhukaa.e kab se ehtisaab ke liye
Anjum Irfani
Ghazal
mahzar liye junuu.n me.n savaal-o-javaab kaa
parda saa ek diida-e-Gammaaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
yaar kii husn-e-javaanii kaa mai.n diivaana huu.n
KHat-e-ruKHsaar hai mahzar mirii rusvaa.ii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bhalaa kyaa javaab is kaa degaa tuu qaatil
agar KHuun kaa mai.n ne mahzar banaayaa