SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-kadaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mai-kadaa"
Sher
aaKHir gil apnii sarf-e-dar-e-mai-kada hu.ii
pahu.nche vahaa.n hii KHaak jahaa.n kaa KHamiir ho
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
jab bhii nazm-e-mai-kada badlaa gayaa
ik na ik jaam-e-hasii.n to.Daa gayaa
Fana Nizami Kanpuri
Sher
vaa.iz KHataa-mu.aaf ki rindaan-e-mai-kada
dil ke sivaa kisii kaa kahaa maante nahii.n
Karam Hyderabadi
Sher
kii mohtasib ne aaj ye islaah-e-mai-kada
shiisho.n ko to.D to.D ke paimaana kar diyaa
Jaleel Manikpuri
MORE MATCHES FOR "mai-kadaa"
Ghazal
suu-e-mai-kada na jaate to kuchh aur baat hotii
vo nigaah se pilaate to kuchh aur baat hotii
Agha Hashr Kashmiri
Sher
Ehsan Danish
Ghazal
fazaa-e-mai-kada be-ra.ng lag rahii hai mujhe
rag-e-gulaab rag-e-sa.ng lag rahii hai mujhe
Shahryar
Sher
ho gayaa band dar-e-mai-kadaa kyaa qahr hu.aa
shauq-e-paa-bos-e-hasiinaa.n jo tujhe thaa ai dil
Ameer Minai
Sher
ham ne dekhaa taraf-e-mai-kada jaate the 'riyaaz'
ik asaa thaame abaa pahne amaama baa.ndhe