SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-kadaa"
Ghazal MATCHES FOR "mai-kadaa"
Ghazal
jab bhii nazm-e-mai-kada badlaa gayaa
ik na ik jaam-e-hasii.n to.Daa gayaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
yaaraan-e-mai-kadaa mujhe mat bhuul jaa.iyo
tum se agar bachche to mujhe bhii pilaa.iyo
Saifi Amrohwi
Ghazal
fazaa-e-mai-kada be-ra.ng lag rahii hai mujhe
rag-e-gulaab rag-e-sa.ng lag rahii hai mujhe
Shahryar
Ghazal
daruun-e-mai-kadaa kis darja hasrat-rez hai saaqii
jo gard-aaluud kursii hai to TuuTii mez hai saaqii
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
mire saath saath aa.o nayaa mai-kada banaa.o
kabhii mai.n tumhe.n pilaa.uu.n kabhii tum mujhe pilaa.o
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
suu-e-mai-kada na jaate to kuchh aur baat hotii
vo nigaah se pilaate to kuchh aur baat hotii
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
Mehdi Machli Shahri
Ghazal
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
jab mere raaste me.n ko.ii mai-kada pa.Daa
ik baar apne Gam kii taraf dekhnaa pa.Daa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
tuu mai-kada me.n ik aisaa nizaam paidaa kar
ki sab ke lab ko jo pahu.nche vo jaam paidaa kar
Sabir Aarwi
Ghazal
mai-kada mere liye jaa-e-tasaadum to nahii.n
laakh nashsha hai magar hosh mire gum to nahii.n
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
kyaa mai-kada hai ishq haqiiqat me.n yaar kaa
be-KHud kaa hai jo haal vahii hoshiyaar kaa
Waheeduddin Ahmad Waheed
Ghazal
Kamil Chandpuri
Ghazal
saamne ho mai-kada aur mai se begaana rahe
ye fareb-e-hosh-mandii hosh-mandaana rahe