SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-kadaa"
Nazm MATCHES FOR "mai-kadaa"
Nazm
andhe pujari
ye kaun log sar-e-mai-kada pahu.nch aa.e
chhalak rahaa hai lahuu hii lahuu ayaaGo.n se
Qaisarul Jafri
Nazm
khoe hue lamhe
vo mai-kada-e-husn pe umDaa hu.aa baadal
barsaat kii raato.n me.n vo bajtaa hu.aa chhaagal
Jauhar Nizami
Nazm
aligaDh uniwersity
markaz-e-ilm-o-hunar mai-kada-e-soz-o-saaz
sajda-e-shauq se aabaad hai rindo.n kaa haram
Anjum Azmi
Nazm
sharabi
ye mai-kada hai tiraa aur mai.n sharaabii huu.n
sambhaal saaqiyaa miinaa ko apne haatho.n me.n
Anjum Azmi
Nazm
husn-e-jaanan
banaa ke aa.nkho.n ko mai-kada vo
nazar ko chaahe to jaam kar le
Ashfaq Ahmad Saim
Nazm
tashwish
dekhnaa jaanib-e-mai-kada jurm hai
jhiil sii aa.nkh me.n Duubnaa jurm hai
Misdaque Azmi
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na zauq-e-jaam-o-mai-kada na but-kade kii aarzuu
na tauf kuu-e-yaar kaa na hasrate.n na justujuu
Qaisar Amravatwi
Nazm
koi wahima to nahin
ye aa.nkhe.n jo KHayyaam kaa mai-kada hai.n
ko.ii haadisa to nahii.n
Kailash Mahir
Nazm
uTho naujawano
dar-e-mai-kada band hone na denaa
agar to.D sakte nahii.n Tuut jaa.o
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
abr
garaj kaa shor nahii.n hai KHamosh hai ye ghaTaa
'ajiib mai-kada-e-be-KHarosh hai ye ghaTaa
Allama Iqbal
Nazm
pyas
zamaane me.n hamesha tishnagii hii kaam aatii hai
isii se aabruu-e-mai-kada kii aab hai qaa.em