SEARCH RESULTS
Showing search results for "malhuuz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "malhuuz"
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
shauq me.n zabt hai malhuuz magar kyaa ma.aluum
kis gha.Dii be-KHabar-e-suud-o-ziyaa.n ho jaa.uu.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
phir aadaab-e-furqat hai.n malhuuz yaanii
hujuum-e-balaa-dar-balaa chaahtaa huu.n
Fani Badayuni
Mazahiya
dil-e-insaa.n kii nazaakat ise malhuuz nahii.n
haa.n shariifo.n kii sharaafat bhii to mahfuuz nahii.n
Col. Mohammad Khan
PAGE MATCHES FOR "malhuuz"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "malhuuz"
Ghazal
bulaane ke tariiqe se bulaayaa kiijiye ham ko
rahe malhuuz-e-KHaatir kam se kam baar-e-digar itnaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
thii hame.n malhuuz-e-KHaatir nek-naamii is qadar
chuum kar nazro.n se un ke baam-o-dar vaapas hu.e
Zafar Moradabadi
Mazahiya
Ameerul Islam Hashmi
Ghazal
malhuuz rakhaa mai.n ne un aa.nkho.n kii namii ko
sahraa me.n samundar kii ko.ii baat nahii.n kii
Kashif Husain Ghair
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
adab malhuuz taa hadd-e-adab thaa
mai.n biinaa bhii jo naa-biinaa-laqab thaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
aadmii apnii faziilat bhii na malhuuz rakhe
haath Gairat se bhii dho jaa.e to dukh hotaa hai