SEARCH RESULTS
Showing search results for "malhuuz"
Ghazal MATCHES FOR "malhuuz"
Ghazal
shauq me.n zabt hai malhuuz magar kyaa ma.aluum
kis gha.Dii be-KHabar-e-suud-o-ziyaa.n ho jaa.uu.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
phir aadaab-e-furqat hai.n malhuuz yaanii
hujuum-e-balaa-dar-balaa chaahtaa huu.n
Fani Badayuni
Ghazal
bulaane ke tariiqe se bulaayaa kiijiye ham ko
rahe malhuuz-e-KHaatir kam se kam baar-e-digar itnaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
thii hame.n malhuuz-e-KHaatir nek-naamii is qadar
chuum kar nazro.n se un ke baam-o-dar vaapas hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
malhuuz rakhaa mai.n ne un aa.nkho.n kii namii ko
sahraa me.n samundar kii ko.ii baat nahii.n kii
Kashif Husain Ghair
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
adab malhuuz taa hadd-e-adab thaa
mai.n biinaa bhii jo naa-biinaa-laqab thaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
aadmii apnii faziilat bhii na malhuuz rakhe
haath Gairat se bhii dho jaa.e to dukh hotaa hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
shauq-e-vaarafta ko malhuuz-e-adab bhii hogaa
shart hai maal-e-arab pesh-e-arab bhii hogaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
tirii parda-daarii hai malhuuz-e-KHaatir
tujhe dil kii aa.nkho.n se ham dekhte hai.n
Talib Dehlavi
Ghazal
saaya tak rakhte hai.n malhuuz dabistaan-e-vafaa
aa.nkh uThaa.e.n bhii to aadaab-o-adab jaante hai.n
Hamza Hashmi Soz
Ghazal
lahuu lahuu dil-o-jaa.n ho.n par apne qaatil kaa
'shamiim' kuchh bhii ho malhuuz ehtiraam rahe
Muslim Shameem
Ghazal
maslahat mujh ko bhii malhuuz hai ai ham-suKHano
par mire pesh-e-nazar vaqt kii raftaar bhii hai
Akhtar Ziai
Ghazal
mai.n sab kaa martaba rakhtaa huu.n malhuuz
ki mere zehn me.n KHaane bahut hai.n