SEARCH RESULTS
Showing search results for "mana.a-e-gustaaKHii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mana.a-e-gustaaKHii"
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ne maanaa ki tahii-dast hai.n par sab ke liye
dil me.n ganjiina-e-iKHlaas-o-vafaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
maana-e-dasht-navardii ko.ii tadbiir nahii.n
ek chakkar hai mire paa.nv me.n zanjiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Qadir Bakhsh Sabir Dehlavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mana.a-e-gustaaKHii"
Ghazal
maana-e-vahshat-KHiraamii-haa-e-lailaa kaun hai
KHaana-e-majnuun-e-sahraa-gard be-darvaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zarre zarre pe ko.ii phuu.nkegaa afsuun-e-bahaar
maana-e-josh-e-numuu jaur-e-KHizaa.n kyaa hogaa
Hanif Fauq
Ghazal
kis kaa sar-e-niyaaz thaa paa-e-ayaaz par jhukaa
maana-e-bandagi-e-shauq satvat-e-KHusravii nahii.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
mujhii se shikva-e-gustaaKHi-e-nazar kyuu.n hai
tumhe.n to saaraa zamaana hii dekhtaa hogaa
Asad Bhopali
Ghazal
saaf kar dil taaki ho aa.iina-e-ruKHsaar-e-yaar
maana-e-raushan-dilii hai za.ng is aahan ke biich
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
mah-e-siyaam me.n go man.a-e-mai-parastii hai
magar huu.n mast ki har roz faaqa-mastii hai
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
maana-e-jalvagarii KHauf hai rusvaa.ii kaa
bas usii par tumhe.n da.avaa hai zuleKHaa.ii kaa
Andaleeb Shadani
Ghazal
maana-e-dasht-navardii mujhe zindaa.n na hu.aa
dar-o-diivaar se kuchh hosh kaa saamaa.n na hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vaqt-e-imdaad hai ai himmat-e-gustaaKHi-e-shauq
shauq-a.ngez hai.n un ke lab-e-KHandaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
man.a-e-vasl-e-Gair par ha.ns kar kahaa
baare ab tum ko bhii Gairat ho ga.ii
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
jaantaa huu.n ki bahaar aa.egii lekin 'mehdii'
maana-e-dasht-navardii kahii.n zanjiir na ho