SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaam-e-qarb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqaam-e-qarb"
Ghazal
us maqaam-e-qarb tak ab ishq pahu.nchaa hii jahaa.n
diida-o-dil kaa bhii aksar vaastaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
jin ko rah ke kaa.nTo.n me.n KHush-mizaaj honaa thaa
vo maqaam-e-gul paa kar be-dimaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn e Insha
Ghazal
kahii.n zamiin kahii.n aasmaan chho.D aa.e
dayaar-karb me.n apnaa makaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
jazb kaa raqs khule aam nahii.n hai achchhaa
karb-e-ehsaas ko KHalvat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maqaam-e-qarb"
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
karb-e-hastii yuu.n chhupaanaa chaahiye
ashk pii kar muskuraanaa chaahiye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
anjaam-e-kaar shab ke a.ndhere me.n luT gayaa
rakkhaa thaa kaif-e-sub.h bachaa kar jo shaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
be-parda aaj niklegaa parda-nashii.n miraa
kar de ye ko.ii mahr-e-munavvar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
nasiim-e-sub.h bhii letii hai yaa.n pe izn-e-KHiraam
hai ye maqaam maqaam-e-qaraar-e-nik.hat-e-gul