SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqbuul"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqbuul"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
puuchh us se ki maqbuul hai fitrat kii gavaahii
tuu saahib-e-manzil hai ki bhaTkaa hu.aa raahii
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maqbuul"
Sher
terii qurbat me.n ye pardes se aayaa hu.aa shaKHs
chho.D kar tujh ko kahii.n aur bhii jaa saktaa hai
Maqbool Husain Syed Karnal
Ghazal
sun ke marne kii KHabar yaar mire ghar aayaa
ya.anii maqbuul hu.ii merii vafaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Qita
be-asar ke nahii.n hotaa kabhii maqbuul kalaam
aur taasiir vo shai hai jise detaa hai KHudaa
Dagh Dehlvi
Sher
maqbuul ho.n na ho.n ye muqaddar kii baat hai
sajde kisii ke dar pe kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Josh Malsiani
Naat
maa.ngo to zaraa un ke tavassut se kabhii kuchh
maqbuul na ho aisii du.aa ko.ii nahii.n hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
ek naa-maqbuul qurbaanii huu.n mai.n
sar-phirii ulfat me.n laa-saanii huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
yuu.n na maqbuul hu.aa hogaa kisii kaa sajda
but ko armaan rahaa merii jabii.n-saa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mash.huur-e-KHalq jo hai vo maqbuul-e-haq nahii.n
kyuu.n ahmaqo.n ko naaz hu.aa hai numuud me.n