SEARCH RESULTS
Showing search results for "maraz-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maraz-e-ishq"
Sher
iisaa se davaa-e-maraz-e-ishq na hogii
haa.n un ko ko.ii Dhuu.nD ke le aa.e kahii.n se
Muztar Khairabadi
Sher
us maraz ko maraz-e-ishq kahaa karte hai.n
na davaa hotii hai jis kii na du.aa hotii hai
Shafiq Rizvi
Sher
maraz-e-ishq jise ho use kyaa yaad rahe
na davaa yaad rahe aur na du.aa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
tohmat-e-maraz-e-'ishq
तोहमत-ए-मरज़-ए-'इश्क़تُہْمَتِ مَرَضِ عِشْق
blame of being the patient of love
BOOKS MATCHES FOR "maraz-e-ishq"
MORE MATCHES FOR "maraz-e-ishq"
Ghazal
maraz-e-'ishq jise ho use kyaa yaad rahe
na davaa yaad rahe aur na du'aa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
baad-e-fanaa bhii hai maraz-e-ishq kaa asar
dekho ki rang zard hai mere Gubaar kaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
kyaa daKHl kisii se maraz-e-ishq shifaa ho
mumkin hai ki is dard kii duniyaa me.n davaa ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
maraz-e-ishq se achchhaa nahii.n insaa.n hotaa
ye vahii dard hai jis kaa nahii.n darmaa.n hotaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
maraz-e-ishq me.n mujh saa bhii giraftaar na ho
dost to dost hai dushman ko ye aazaar na ho
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
paidaa nahii.n duniyaa me.n davaa-e-maraz-e-ishq
kyaa log na hote the is aazaar ke aage
Naseem Bharat Puri
Ghazal
hai ham pe tohmat-e-maraz-e-ishq 'azfarii'
ham tum hai.n dekho Thanii se cha.nge bhale kha.De
Mirza Zahirddin Azfari
Kulliyat
maKHsuus-e-dil hai kyaa maraz-e-ishq-e-jaa.n-gudaaz
ai kaash is ko aur kuchh aazaar kyo.n na ho