SEARCH RESULTS
Showing search results for "marg-e-aashiq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "marg-e-aashiq"
Sher
marg-e-aashiq pe farishta maut kaa badnaam thaa
vo ha.nsii roke hu.e baiThaa thaa jis kaa kaam thaa
Manzar Lakhnavi
Ghazal
marg-e-aashiq par farishta maut kaa badnaam thaa
vo ha.nsii roke hu.e baiThaa thaa jis kaa kaam thaa
Manzar Lakhnavi
Ghazal
marg-e-aashiq par jo barham ho do-aalam kaa varaq
haif hai ai jaa.n tujhe malnaa kaf-e-afsos kaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
tiraa bhii naam chhapaa vaj.h-e-marg-e-aashiq me.n
ye dekh be-KHabare yuu.n KHabar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
MORE MATCHES FOR "marg-e-aashiq"
Kulliyat
kii us tabiib-e-jaa.n ne tajviiz marg-e-aashiq
aazaar ke munaasib tadbiir kyaa nikaalii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye havaa hotii na phir un ke havaa-KHvaaho.n me.n
marg-e-aashiq kii KHabar gar na u.Daanii hotii
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
us mah baGair 'miir' kaa marnaa ajab hu.aa
har-chand marg-e-aashiq miskii.n ajab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
us mah baGair 'miir' kaa marnaa ajab hu.aa
har-chand marg-e-aashiq miskii.n ajab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai 'jamiila' ye dil hai dushman-e-jaa.n
marg-e-aashiq kaa jo daliil hu.aa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
vo bhii hai.n afsurda marg-e-aashiq-e-naashaad par
kahne vaalaa kaun hai ab marhabaa bedaad par
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
marg-e-aashiq kaa 'abas hai sog har dam is qadar
chhuT gayaa vo qaid-e-Gam se tum ko fursat ho ga.ii
Munshi Amirullah Tasleem
Sher
Ashique Akbarabadi
Ghazal
Ashique Akbarabadi
Ghazal
jo daaG-e-siina-e-aashiq na mash.alii hotaa
to aaftaab se nisbat diyaa na karte ham
Ashique Akbarabadi
Ghazal
mai.n ne jo kahaa ranj hai kyaa marg-e-aduu kaa
bole ki nahii.n merii tabii.at nahii.n achchhii