SEARCH RESULTS
Showing search results for "marg-e-aashiq"
Ghazal MATCHES FOR "marg-e-aashiq"
Ghazal
marg-e-aashiq par farishta maut kaa badnaam thaa
vo ha.nsii roke hu.e baiThaa thaa jis kaa kaam thaa
Manzar Lakhnavi
Ghazal
marg-e-aashiq par jo barham ho do-aalam kaa varaq
haif hai ai jaa.n tujhe malnaa kaf-e-afsos kaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
tiraa bhii naam chhapaa vaj.h-e-marg-e-aashiq me.n
ye dekh be-KHabare yuu.n KHabar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
ye havaa hotii na phir un ke havaa-KHvaaho.n me.n
marg-e-aashiq kii KHabar gar na u.Daanii hotii
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
us mah baGair 'miir' kaa marnaa ajab hu.aa
har-chand marg-e-aashiq miskii.n ajab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai 'jamiila' ye dil hai dushman-e-jaa.n
marg-e-aashiq kaa jo daliil hu.aa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
vo bhii hai.n afsurda marg-e-aashiq-e-naashaad par
kahne vaalaa kaun hai ab marhabaa bedaad par
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
marg-e-aashiq kaa 'abas hai sog har dam is qadar
chhuT gayaa vo qaid-e-Gam se tum ko fursat ho ga.ii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Ashique Akbarabadi
Ghazal
jo daaG-e-siina-e-aashiq na mash.alii hotaa
to aaftaab se nisbat diyaa na karte ham
Ashique Akbarabadi
Ghazal
mai.n ne jo kahaa ranj hai kyaa marg-e-aduu kaa
bole ki nahii.n merii tabii.at nahii.n achchhii
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
un se do aa.nkh se aa.nsuu bhii bahaa.e na ga.e
qabr-e-aashiq ke nishaa.n bhii to miTaa.e na ga.e
Ashique Akbarabadi
Ghazal
ahl-e-KHirad kii baat kaa 'aashiq' yaqiin kyaa
vaise bhii un kii baat ko.ii mo'tabar nahii.n
Ashique Dehlwi
Ghazal
jo razaa-e-dost ko rakhtaa nahii.n pesh-e-nazar
'ishq ke maslak se hai 'aashiq' vo begaana abhii
Ashique Dehlwi
Ghazal
Ashique Dehlwi
Ghazal
maraz-e-ishq se achchhaa nahii.n insaa.n hotaa
ye vahii dard hai jis kaa nahii.n darmaa.n hotaa