SEARCH RESULTS
Showing search results for "maskan-e-aabaa-e-insaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maskan-e-aabaa-e-insaa.n"
PAGE MATCHES FOR "maskan-e-aabaa-e-insaa.n"
MORE MATCHES FOR "maskan-e-aabaa-e-insaa.n"
Sher
naav kaaGaz kii tan-e-KHaakii-e-insaa.n samjho
Garq ho jaa.e.ngii chhii.nTaa jo pa.Daa paanii kaa
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hamaaraa naam-o-nasab puuchhne se kyaa haasil
misaal-e-aaba-o-ajdaad ke sivaa kyaa hai
Rizwanur Raza Rizwan
Ghazal
Ishrat Anwar
Sher
lahuu me.n Duubii hai taariiKH-e-KHilqat-e-insaa.n
abhii ye nasl hai shaa.ista-e-hayaat kahaa.n
Siraj Lakhnavi
Sher
pursaan-e-pareshaanii-e-insaa.n nahii.n ko.ii
qismat kii girah naaKHun-e-tadbiir se kholo











