SEARCH RESULTS
Showing search results for "maskan-e-aabaa-e-insaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "maskan-e-aabaa-e-insaa.n"
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hamaaraa naam-o-nasab puuchhne se kyaa haasil
misaal-e-aaba-o-ajdaad ke sivaa kyaa hai
Rizwanur Raza Rizwan
Ghazal
Ishrat Anwar
Ghazal
kamaal-e-jiddat-e-insaa.n dikhaa.ii detaa hai
jise bhii dekhiye uryaa.n dikhaa.ii detaa hai
Ustad Rampuri
Ghazal
zavaal-e-azmat-e-insaa.n kaa marsiya huu.n mai.n
sar-e-kashiida pe dastaar-e-be-anaa huu.n mai.n
Naz Qadri
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
mai.n apne jaama-e-sad-chaak se bahut KHush huu.n
kabhii abaa-o-qabaa-e-KHirad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
galiim-o-KHirqa abaa-o-qabaa se lagte hai.n
ki ahl-e-dil bhii ab ahl-e-riyaa se lagte hai.n
Ataullah Sajjad
Ghazal
Akhlaq Aahan
Ghazal
sabab thii fitrat-e-insaa.n KHaraab mausam kaa
farishte jhel rahe hai.n 'azaab mausam kaa
Faryad Aazar
Ghazal
vus'ate.n mahduud hai.n idraak-e-insaa.n ke liye
varna har zarra hai duniyaa chashm-e-irfaa.n ke liye
Seemab Akbarabadi
Ghazal
banaa.e hazrat-e-insaa.n ne is dii.n ke ka.ii madfan
milii munkar ko aazaadii lage maaruuf par qadGan
Khubaib Tabish
Ghazal
bazm-e-insaa.n me.n bhii ik raat basar kar dekho
ek baar apnii zamii.n par bhii utar kar dekho