SEARCH RESULTS
Showing search results for "maujzan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maujzan"
Ghazal
hai maujzan ik qulzum-e-KHuu.n kaash yahii ho
aataa hai abhii dekhiye kyaa kyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n hai maujzan ra.ngiinii-e-husn
vahii.n dil kaa ka.nval lahraa rahaa hai
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maujzan"
Nazm
gae janam ki sada
chaahato.n ke vahii samundar chhupe hai.n
jo merii apnii aa.ankho.n me.n maujzan hai.n
Parveen Shakir
Nazm
sham-e-ayaadat
jagaane vaale naGma-e-sahar labo.n pe maujzan
nigaahe.n nii.nd laane vaalii loriyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik barq thii zamiir me.n fitrat ke maujzan
aaj us ko husn o ishq kaa saamaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Nazm
bewa ki KHud-kushi
maujzan hai bahr-e-zulmat tiirgii kaa josh hai
shaam hii se aaj qindiil-e-falak KHaamosh hai
Kaifi Azmi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
rahm aa gayaa huzuur ko haalat pe qaum kii
phir kyaa thaa maujzan hu.aa dariyaa-e-faiz-e-aam
Akbar Allahabadi
Sher
Fuzail Jafri
Ghazal
hai ajab be-ra.ngii-e-ahvaal mujh me.n maujzan
ne hii jiine kii talab hai ne hii mar jaane kaa dukh

