SEARCH RESULTS
Showing search results for "maujzan"
Ghazal MATCHES FOR "maujzan"
Ghazal
hai maujzan ik qulzum-e-KHuu.n kaash yahii ho
aataa hai abhii dekhiye kyaa kyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n hai maujzan ra.ngiinii-e-husn
vahii.n dil kaa ka.nval lahraa rahaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
teraa hii husn jag me.n har-chand maujzan hai
tis par bhii tishna-kaam-e-diidaar hai.n to ham hai.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ik barq thii zamiir me.n fitrat ke maujzan
aaj us ko husn o ishq kaa saamaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
hai ajab be-ra.ngii-e-ahvaal mujh me.n maujzan
ne hii jiine kii talab hai ne hii mar jaane kaa dukh
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
merii sadaa me.n kis kii sadaa.e.n hai.n maujzan
naddii huu.n mai.n agar to mire paar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
havaa hai shauq-e-suKHan dil me.n mauj-zan 'vahshat'
ki ham-safiir miraa ro.ab saa suKHan-daa.n hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
jahaan-e-haadsa-aagiin me.n bashar kaa varuud
guzar habaab kaa dariyaa-e-maujzan kii taraf
Nazm Tabatabai
Ghazal
shauq tiraa hai maujzan zauq tiraa bahaana-juu
khol na de.n bharam kahii.n parad gyaan raaz kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
siine me.n maujzan nahii.n tuufaan-e-aarzuu
Takraa.e kis se mauj ki saahil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
sho.ala jo maujzan hai mohabbat kaa dil me.n aaj
Dar hai ki sarsar-e-Gam-e-dauraa.n bujhaa na de
Afzal Alvi
Ghazal
siine kii aag aatish-e-mahshar ho jis tarah
yuu.n maujzan hai Gam ki samundar ho jis tarah
Saif Zulfi
Ghazal
maujzan rahtaa thaa tuufaan-e-uKHuuvat ai 'mauj'
dil me.n tuufaan mohabbat kaa basaa thaa pahle