SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazduurii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mazduurii"
Ghazal
ham tum me.n kal duurii bhii ho saktii hai
vaj.h ko.ii majbuurii bhii ho saktii hai
Bedil Haidri
Sher
logo.n ne aaraam kiyaa aur chhuTTii puurii kii
yakum may ko bhii mazduuro.n ne mazduurii kii
Afzal Khan
Ghazal
bas ab hikaayat-e-mazduurii-e-vafaa na banaa
vo ghar unhe.n nahii.n milte jo ghar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Afsancha
Saadat Hasan Manto
PAGE MATCHES FOR "mazduurii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mazduurii"
Nazm
husn aur mazduri
aasmaa.n jaan-e-tarab ko vaqf-e-ra.njuurii kare
sinf-e-naazuk bhuuk se ta.ng aa ke mazduurii kare
Josh Malihabadi
Nazm
zalzala
KHuun-e-zardaar hii mazduur kii mazduurii hai
mai.n jo KHaamosh huu.n ye baa.is-e-majbuurii hai
Shakeel Badayuni
Sher
tirii zamiin pe kartaa rahaa huu.n mazduurii
hai suukhne ko pasiina mu.aavza hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
ishq me.n ye majbuurii to ho jaatii hai
duniyaa Gair-zaruurii to ho jaatii hai
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ahl-e-mohabbat kii majbuurii ba.Dhtii jaatii hai
miTTii se gulaab kii duurii ba.Dhtii jaatii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Jamal Ehsani
Nazm
mazdur laDki
vo ik mazduur la.Dkii hai
bahut aasaan hai mere liye us ko manaa lenaa